         DOORI NA RAHAY KOI AJ ITNAY KAREEB AOH
     MEIN TUM MEIN SAMA JAOUN TUM MUJH MEIN SAMA JAO.
**********************************************************
Suna hai muhabbat dua daty hai uss shaks ko jo dil py choat
khay per gila nahe keray.
**********************************************************
Sham ke ankh hai purnam mujhay tanha na karo,
Dil ko dus jayay ga mausam mujhay tanha na karo.

Chalay uth ky to har cheez thyhar jaye ge,
Tayhar jayay ga mera dum mujhay tanha na karo.

Tum sy kea ankh mile saray alam choot gay,
Loat aain gy wo gum mujhay tanha na karo.